Sahi Tarika APK
App information
Version 1.0.0 (#1)
Updated 2016-12-03
APK Size 3 MB
Requires Android Android 3.2+ (Honeycomb)
Offered by Creative Buffs
Category Free Education App
App id com.creativemevans.sahitarika
Developer's notes Rahiye Sabse aage Tech aur Duniya Ki Jankari ke saath. Sahi Jankari ek Jagah.
Screenshot
Click on the image to see full size
Table of contents
Editor's review
Download the latest Sahi Tarika application, version 1.0.0, compatible with Windows 10/11 (using emulators such as Bluestacks), Android devices. This free Education app is developed by Creative Buffs and is easy to download and install.
Previous versions, including 1.0.0, are also available. If you need help or have any problems, please let us know.
Description
Sahi Tarika ek Hindi Blog App hai. Jisme aapko roz nayi jaankari di jaati hai.
Computer, Mobile, Job, Internet, Padhai, Sports, Health, Ghar Ke Kaam, Money, Paisa, Kheti aur bhi bahut saari jaankari di jaati hai.
Iss Blog ko samajhna bahut asaan hai, aur ek baar hi padh Ke aap bahut kuch sikh sate hai.
Sahi Tarika ek Koshish Hai ke aapko har ek jaankari Aasani se mile aur Sahi tarike se mile. Ye Blog Hinglish (Hindi + English) me hai.
Iss Blog ke dwara, hum aapko har wo baate aur cheeze batayenge, jinhe aapka jaana Bahut hi zaruri hai.
Sahi Tarika App Aapko Install Karne se ye Fayede honge:
- Ye App Bahut chota sa hai, aur bahut juldi Install ho jaata hai.
- Bahut Juldi iske content load ho jaate hai, taaki aap achche se padh sake.
.
- Ye aapka bahut kam Internet Data use karta hai, jisse aapki bachat hoti hai.
- Ye Har Mobile network me achche se kaam karta hai.
- Ye lagbhag har ek Android phone me kaam karta hai.
Sahi Tarika App Me Category wise cheezo ko likha gaya hai, taaki aapko padhne aur samjahne me aasani ho.
Isme Neeche Di Gayi Categories Hai:
*Computer: Computer Se Judi Saari Jaankari aap yaha paa sakte hai.
*JOB: Job ke liye kaise prepare kare ya kaise dhoonde, ye aapko sab batatata hai.
*Health: Sehat ke gharelu nuskhe se aapko zarur se fayeda pahuchega.
*Internet: Internet se judi koi bh jaankari chahiye, toa aapne sahi App install kiya ai.
*Kheti: Agar aapko Kheti ki jaankaari chahiye, toa ye App sabse achcha sabit hoga aapke liye.
*Mobile: Mobile chalane me dikkat aa rahi hai, ya kuch naya jaanna chahte hai. Yaha saari jaankari milti hai.
*Money: Paisa Kaise kamaye, ya kaise bachaye, ye aapko sab batayega.
*Padhai: Padhne ka sahi tarika kya hai, aur padhai me kya kya kar sakte hai. Yaha aapko tasalli se har ek jaankari milegi.
*Ghar Ke Kaam: Ghar ke chote ya bade kaamo ki jaankari bhi milti hai yaha se. Taaki aapka kaam asaani se ho aur aapko Sahi Tarika pata ho.
*Sports: Agar aapk khel me ruchi rakhte hai, toa yaha aapko Khel kud se related bhi bahut si sahi jaankaari milegi.
*Pyaar: Pyaar ki sahi jaankari, Manovigyaan ki baate, Chanakya Niti aur Personality kaise badhaye, yaha sab ki sahi aur asaan jaankari milti hai.
*Sarkari Naukri - India ke har jagah ki Sarkari Naukri, Rozgar Samachar ka saara information ek jagah. Apply karne ka bhi option hai.
Sahi Tarika team ki puri koshish rehti hai ke hum aapko sabse Sahi aur asaan upaye bataye kisi bhi cheez ko karne ka Sahi Tarika Bataye.
Sahi Tarika Mobile App aaj hi Download Kare. KYUKI SIKHNA BAHUT ZARURI HAI.
Computer Sikhe, Sarkari Naukri, Government Jobs, Hindi News, Mobile ki jaankari, Paisa Kamane ka upaye, Paisa Kamaye, Free me jaankari, Job, Jobs, Jobs Application, Government Jobs, Apply for Jobs, Sarkari Naukri, Rozgar Samachar. Ye sab milega Sahi Tarika App me aapko.
Ab Kaise Kare jaisa koi sawaal aapke mann me nahi hoga iss App ko install karne ke baad.
Apne Mind ko Tez Banaye:
dimag tez karne ki medicine
dimag tej karne ke gharelu upay
mind tez karne ka tarika
dimag tez karne ki dua in hindi
dimag tez karne ka mantra
dimag tez karne ke nuskhe
dimag ko tez karne ki dua
yaddasht badhane ke tips in hindi
Apna Weight bhi control karne ki jaankari paa sakte hai Sahi Tarika App me:
App permissions
Sahi Tarika 1.0.0 APK requires following permissions:
Allows applications to open network sockets.
Allows applications to access information about networks.
Allows using PowerManager WakeLocks to keep processor from sleeping or screen from dimming.
Ratings and Reviews
Rating: 4.5/5 based on Less than 100 reviews
(*) is required
Previous versions
Similar to Sahi Tarika
नमाज़ का तरीक़ा (हिंदी में नमाज़) APK
Namaz ka tariqa - نماز کا طری APK
Main Tota Hare Rang Ka :offline video APK
Istikhara in Urdu Dua & Tarika APK
More from Creative Buffs
Top download apps
فیلتر شکن جدید و قوی،فیلتر شکن قوی و پرسرعت رایگان APK