HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel APK
App information
Version 10.0 (#10)
Updated 2019-03-16
APK Size 40.3 MB
Requires Android Android 4.0+ (Ice Cream Sandwich)
Offered by Apex Soft
Category Free Books & Reference App
App id com.apexsoft.HasbunAllah
Developer's notes "HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel" kay perhnay saiy Mushkilat kaa Khaatimaa
Screenshot
Click on the image to see full size
Table of contents
Latest updates
What's new in HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel 10.0
Editor's review
Download the latest HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel application, version 10.0, compatible with Windows 10/11 (using emulators such as Bluestacks), Android devices. This free Books & Reference app is developed by Apex Soft and is easy to download and install.
Previous versions, including 10.0, are also available. If you need help or have any problems, please let us know.
Description
One of such Ayaats of Quraan is "HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel Naimal Maula Wa Naiman Naseer". Hazrat Sheikh Abu al hassan Shazli R.A nay "Sirr ul Jaleel" kay unwaan say aik kitaab tasneef ki jis main "HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel" kay khwaas ka byaan hai. "Sirr ul Jaleel" say is ayaa kay khwas ko is application main shamil kiya gya hai.
Is ayait ki shan main following Hadees e Mubarika hai:
Huzoor Paak S.A.W nay fermaya, "Hamain Allah Kaafi hai aur wahi sab kaam sapurd kernay kay liye acha hai. Her runj o gham aur mushkil kay liye her nimaz kay baad saat martaba perhain. Hazrat Ibrahim A.S ko jub Aag main daala gya to unka kalama yahi tha. Is kay perhnay say Inshallah her museebat door ho jaye ge.
Hazrat Baba Fareed R.A is ayait kay baaray main aik hakayat byaan kertay howay fermataay hain (Wallah o Alam) k aik zalim badshah kay dimagh main yeh baat samaee kay wo khudaai ka daawa kernay laga. Wazeer say us nay kaha k bata main kya karoo jis say log mere khudaai kay qaail ho jayen. Wazeer boht hi makkar shakhs tha oos nay adaab bja la ker arz kiya kay main do baaton kay baaray main arz kerta hoon...Ap khud khyal frma lijiye. Ager ap ker sken to arz kroon. Badshah nay kaha zaroor byaan kro.
Is per qazeer nay kaha k shehr main jitnay b Allah ka zikr kernay walay hain oon sab ko maut kay ghaat utrwa di jiye is kay baad kisi kay dil main islam ka Khyal nahin ayae ge pher jo tu daawa kray ga chal jaye ga. So badshah nay isi tarah kiya.
Pher wazeer nay kaha aik kaam aur kro jitnay b talib ilm hain unko khatam kr dalo. Because jub ilm seekhnay wala koe na rahay ga to tere khudaee pakki ho jaye ge to badshah nay unhain b khatam ker diya.Jab shehr main deen phailaanya waalay khatam ho gye to logon main gumrahi phail gye aur badshah nay khudai daawa ker diya aur Hazrat Hassan Basri R.A kay potay ko giriftar ker liya. Wo "HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel" kasrat say perha kertay thay. Ooon ko jab Badshah kay samanay paish kiya gya to Badshah Takht say utr kr maazrat kernay laga aur unko reha kernay ka hukam diya.
Onko rukhsat kernay k baaad badshah kehnay lagaa k jub buzurg aye thay to unkay dain bayen do anacondas daikhay jo k zameen say aasman tak moo kholay mujhay khanay k liye tayyar thay jab main nay yeh daikha to Oos buzurg ko rehaa kr diya.
Allah say dua hai k wo her aik ko kitab haza say istafaada kernay ki tofeeq merhamat fermaye aur Aqa e Do Alam Huzoor S.A.W k taufail her aik ki mushkil asaan fermaye.
App permissions
HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel 10.0 APK requires following permissions:
Allows applications to access information about networks.
Allows applications to open network sockets.
Allows read only access to phone state, including the phone number of the device, current cellular network information, the status of any ongoing calls, and a list of any PhoneAccounts registered on the device.
Allows an application to write to external storage.
Allows an application to read from external storage.
Ratings and Reviews
Rating: 4.4/5 based on Less than 100 reviews
(*) is required
5 ★ Jazakallah
3 ★ Provide download option, so that we can download the pages we want to recite
5 ★ MASHA ALLAH KITNI BA BARKAT HY WOH ZAT JO INSAN KO TAKLEEF USS K SABER K MUTABIQ AUR KHUSHIYAN USS KI AOQAT SE ZIYADA DYTI HY. SUBHAN ALLAH
5 ★ Zindagi k liye ye zikar zindagi ko zindagi banata hin
5 ★ Worlds No 1 App
5 ★ Very useful
5 ★ Very amazing
5 ★ Good
5 ★ Nice
Previous versions
HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel 10.0 APK for Windows (#10, 40.3 MB)
Similar to HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel
Prayer Now : Azan Prayer Times APK
Tasbeeh Counter Muslim Tasbih APK
Al Quran MP3 - Quran Reading® APK
Hisnul Muslim | حصن المسلم APK
Hisnul Muslim Amharic ሒስኑልሙስሊም APK
More from Apex Soft
Aab e ZamZam aur Ajwa say ilaj APK
Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi APK
Murabbay Jam Jelly Marmalade APK
Barkaat e Aal e Rasool S.A.W APK
LaaHaula Wala Quwata IllaBilla APK
Top download apps
فیلتر شکن جدید و قوی،فیلتر شکن قوی و پرسرعت رایگان APK